Song : Tajmahal
Singer/Composer : Jass Manak
Lyrics : Jass Manak
TAJMAHAL SONG LYRICS
Kya chahiye tumko
Zara bolke bata
Chand taare na mangiyo
Tere naam hain aasma
Kya chahiye tumko
Zara bolke bata
Chand tare na mangiyo
Tere naam hain asma
Kya bangla kya gadi devi
Tere pyar me main to mere
Jaan gava dunga
Shah jahan main tera
Mumtaz bann ja
Tere naam main baby
Taj mahal kara dunga
Shah jahan main tera
Mumtaz bann jaa
Tere naam main baby
Taj mahal kara dunga
Agra nahi toh dili mein
Banwa dunga
Tere naam main baby
Taj mahal kara dunga
Tere bina meri yeh zindagi
Meri adhi hain
Timepass ni karna karni shadi hai
Jitne ghar pe rishte aye mod diye
Tere peche kitno ke dil tod diye
Jo jo tu bolegi
Sab chod ke ajunga
Shah jahan main tera
Mamtaz bann ja
Tere naam main baby
Taj mahal kara dunga
Shah jahan main tera
Mumtaz ban jaa
Tere naam main baby
Taj mahal kara dunga
Agra nahi toh dili mein
Banwa dunga
Tere naam main baby
Taj mahal kara dunga
Oh senorita tujhko
Rani bana denge
Chabi khajane ki haaye
Tujhko dila denge
Oh meri senorita
Rani bana denge
Chabi khajane ki haaye
Tujhko dila denge
Na koi laara oh yaara
Mummy se milva dunga
Shah jahan main tera
Mumtaz ban ja
Tere naam main baby
Tajmahal kara dunga
Shah jahan main tera
Mumtaz ban jaa
Tere naam main baby
Tajmahal kara dunga
Agra nahi toh dili mein
Banwa dunga
Tere naam main baby
Tajmahal kara dunga
Sharry nexus….!