Song – Rang Dariya
Composer – Gourov Dasgupta
Singer – Yasser Desai
Lyricist – Farhan Memon
RANG DARIYA SONG LYRICS
Yaara mujhe tu aise aa mila
Jaise qaafir ko milta hai khuda
Karun laakh baari tera shukriya
Bin maange tune itna de diya
Mera safina paar laga de
Ya tu mita de ya tu bana de koyi zariya
Rang dariya rang dariya
Teri ankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya
Main bandeya jaun rangeya
Main bandeya jaun rangeya
Beparwah gir jaaye dariya
Rang dariya rang dariya
Teri ankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya
Chehron ki bhed mein tu pasand aa gaya
Meri nazar mein teri tasveer rehti hai
Hua main amer pake teri dil daariyan
Sun yeh mere khwabon ki taber kehti hai
Hona kabhi tu mujhse juda na
Chahe khudaya chahe khafa ho
Saari duniya
Rang dariya rang dariya
Teri ankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya rang dariya
Teri ankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya
Rang dariya rang dariya
Teri ankhon ka yeh rang dariya
Sufiyana ishq ka rang dariya