Song: Pyar Karke
Singer: Aishwarya Pandit
Music: Sham Balkar
Lyrics: Kumaar
PYAR KARKE SONG LYRICS
Wo rahe saamne mere har ek pal
Phir phi kar na sake kuch bayan
Itne mauke mile humko is haar ke
Labz phir bhi rahe bejubaan
Haal dil ka sunana na aaya hume
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya aa..
Ankho mein thi likhi pyar ki silsile
Meri nazron mein rahke wo padh na sake
Ik tu thahri rahi mere bhi ye kadam
Aur wo bhi toh aage ha badh na sake
Unhe apna banana na aaya hume
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya
Dil unka churana na aaya hume
Koi bhi toh bahana na aaya hume
Rahi khamoshiyan yun huyi galtiyan
Dil se dil ko milana na aaya hume
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya
Pyar karke jatana na aaya hume
Unhe paake bhi paana na aaya